
nijjad_56
(75578)
Woh Fatima r.a ka Chain Hai
Ali r.a ka Noor-E-n Hai
Nabi s.a.w Ka Ladla Hussain Hai
Mera badshah Hussain hai β¨

nijjad_56
(75578)
Ho Sakta Hai Allah ne Tumen
Har Taraf se Akela Kar k,
Khud se Dosti ka Moqa diya ho.....

nijjad_56
(75578)
Allah Says
Jo Mujhy Razi Karny K Liye
Mere Taraf Ata Hai.
Main Agey Bhar Kar Uska
Istaqbal Karta Hon.....

nijjad_56
(75578)
Hussain Tum Ko Zamana Salam Kheta hai
Tumen falaq k Sitary Salam Khety Hain
Tumen Quran k Pary Salam Khety Hain
Tumen Haram k Minar e Salam Khety Hain
Imam Tum ko Madina Salam Kheta Hai.. π

nijjad_56
(75578)
Khuda Ki Zameen Pr Khuda ban ne Walo
Yad Rakho, Beshak Tmary Rab ki Pakar bari Sakht hai...