@muhammadumair
May 2026 · 2mo ago

Or phr ek din aayga jb sab k apko msgs aaynge "shaadi Mubarak ho"

Jaise din ki roshni raat ke andheron ko mita deti hai, waise hi Namaz-e-Fajr Allah ke hukm se zindagi ki pareshaniyon aur ghamon ko halka kar deti hai.

🙂

تمہارے رب نے نہ تمہیں چھوڑا اور نہ ناپسند کیا۔
سورہ الضحیٰ آیت 3
"Your Lord has not forsaken you, nor has He become displeased."
[Surah Ad-Duha, Verse 3]

Yahi Hakikat Hai 🙃

maturity Is when you realized
مختصر یہ کہ جو مانگ کر ملے وہ بھیک ہوتی ہے اہمیت نہیں

Agar apkay naseeb mai behtreen likha hai to me apko zrur milunga, relax.

YOU HATE ME ? Tou karO na meiny konsa election larNa haaii.

Aaj kal logon ke maali halaat bohat kharab hain, kisi se yeh na poochhein ke aap ne qurbani kyun nahi li ya aap qurbani ka janwar kab le rahe hain.
Bas yeh dua karein ke Allah Pak sab ko qurbani karne ki taufeeq ata farmaye

Salaam Bhaiyooo Aur Behnoooo

Aap ne bas pehla sajda ada karna hai, doosra Allah ata kare ga. Namaz ke liye duniya chhorni paray to chhor dein, par duniya ke liye namaz kabhi nahin chhorna.

Mera maqsad kisi ko hurt karna nahi hota, mera maqsad sirf jeena haraam karna hota hai.

Mere paas maaswaye narm dil ke aur aisa kuch bhi nahi jiski bunyaad par aap mere peeche aao.

thora sa mazak masti karlun to dost mt smjh liya kro mujhe apna.

Agr Hm Jese Log hi Gf Bana lenge Toh Ghr Kii Responsibility Kon UthAye Gaa..🥱🙂

Jis k sath future dekh rhe ho na EK din uski Dp nhi dekhe gi.

Kesa zamana agya hai koi pyar mein nas vas he ni kaat raha

Mujhse nhi hogi tameez se baat itni garmi mein

Surprise ke naam par bas logon ka asli roop hi dekhne ko mila hai.

Mere guzrne ka Karn ye grmi bnegi🥲

To Matlab Tum Thapper Maroogii ...

Jis ne Allah par bharosa kiya, Allah us ke liye kaafi ho gaya