@abdul_pakistani
May 2026 ยท 2mo ago
Rock N Roll Dmdm Mehfil

Lagta he ab Dostana ki awam bhi ghatnay lagi he

Kese hi sab welay nikamay logo?๐ซฃ๐ซฃ๐คญ

Mil gya option

Wo pic attach krnay wala Option khaan se aye ga ab alishba?

Alishba mera dil kr ra he ab chupairr kis ko maron?๐๐

Chupairr off kernay wala Option Khatam?

Sehrish kahan he aj nazar nhi a rhi.

Wah g wah ek Abdul dosra Abdul Pakistani ๐๐

Wah g wah Tarakkiyan ho gain dostana pe

Wah g wah Parri ke sar pe Fish... Matlab Smandari Parri๐๐

Parri Dar Pok๐๐

Sehrish Welcome Back... Unben ho gai ap?

Hahahahahahah Parri Dekho Admin ka kia haal hota he jab koi issue hota he sab parr jatay hen karrim ko hahah

Hahahaha

awara tu awara he hahahahahaa

simran ap ne kabhi kisi ko like kia he?

asad agla jawab me deta hon star ka KUCH NHI HO MERE.

hahahaha awara tawara logon ki baton ka bura nhi manata me

hahahaha ek dam sahi kaha khani

hahahah asad ab ker baat kehrri dost dost???

chalo dekhtay hen dost kam ati he ya.... me to dost bhi nhi keh sakta darta hon bhari mehfil me chamaat e na maar de gustakhi ho jae ge uski

waslam awara tawara...

asad han achi bachi he bas ALLAH kare bachi hi rahe....lolz..

asad paglay wo STAR he STAR kisi ki profile pe nhi jati log us ke profile me jatay hen

han asad achi to he chahe chirri hoi kion na ho bat achay se krti he warna to yahan.....