
rbab_babrr_b
(166791)
Khuda sab kuch banaye.bas itna empath nah banaye
Aj road pe wo masoom donkeys dekhe, 100 100 kilo ka bojh uthaye hue.or Dil sach mein kanp gya
Kabhi kabhi sochti hu be-zubaan hona kaisa lgta ho ga?
Dard ho, thakan ho,zulm ho.Aur phir bhi koi tumhari awaaz nah sun sake...