@abdul_pakistani
May 2026 Β· 2mo ago

Hahahahaha Jacob

Salam to all

Maya

Han Choti Eid ghar pe ki th sawat kalam 10 days tour pe bhi gaye the 41 days guzaray Pakistan Mashallah maza a gya jab wapas aya tha to ghuplaho gya tha sab kehtay lagta he family ne khila pila ke bheja he.

Parri khana peena hi zindgi he hahahaha dunia sab kch sirf khanay peene ke liye hi krti he. Aray me to is liye kehta hun yahan muje ap jesa pakistani khana milta nhi to ap doston ko khatay dekh kr dil se dua deta imagine krta hun paglee

Haw sotay hue bhi par mar mar ke dosron ki nind ka berra gharak krti rehti hen pariyan Hahahahhaa na sona he na sonay dena he

Parri ab yahan te pic dekh kr hi kha sakta hun or kia 8000 km door se plate utha ke phenko ge?

Pariyan soti thorri henπwo to asmanope urrti rehti hen bas π

Parri wese kanhoosi ki had hoti he akele akele naan chae dakaar gai 1 pic bhejnay se naan kam thorri na ho janay the.

Koi mature girl 101 me bat kr skti he kia? Muje ek bht hi serious maslay pe mashwara chahye. No negative comments.

Parri nashtay me kia khaya aj.

H r u nosheen sunao aj khanay me kia bana rhi hen ap lunch me?

Kesi ho Parri

Mabobilli andar ao lilly ap ke liye zarda Pilao le kr ai hoi heπ«£π«£

Waslam Ziddi Haseena

Sehrish u ne khud e to bola ke ati jati rehti ho..acha lilly you wo Cyco queen ooperπ«£chupaiir queen zeenu ho π€

Hhaahhahaa lilly yeh har orat ka khuwab hota he mard ko ungliyun pe nachana

Sehrish aap ki aniya janiya dekh dekh ke khush hotay rehtay hen hamπ€π€

Lilly pehle wali ID kia th aap ki dmdm pe?

Sehrish chupi q bethi ho?π«£π«£

Lilly han ye wahi misbah ap ke ghar ke pichwarrya me dosri galli me pehla mkaan he na is ka ππ

Fajar njoo tuta kula pamoja elafu tuta chesa pamoja na chumba wanguππ

Misbah saray hi dmd walay log hen yahan pe ap kis ko nhi janti ho?

Fajar ao phir Canteen chal ke sath me krtay hen nashta akele maza nhi ata me ko.

Misbah social media pe koi kisi ko nhi janta yahan bas Khaloos or piyar chalta he a jaya karo dil behel jaya kre ga..