β Back
π GENERAL
4d ago

Last seen 1 hour ago
Jumma Mubarak π
"Allahumma salli ala Muhammad wa ala aali Muhammad"
Is mubarak din ki barkaton se apna aur apno ka daman bhar lein.
Duaon me yaad rakhiye
Jumma ka din hai...
Dilon ko saaf karne ka,
Gunahon ki maafi mangne ka,
Aur Rab ko raazi karne ka din πΈ
#JummaMubarak
Ya Allah!
Is Jumma ke sadqe:
- Beemar ko shifa
- Pareshan ko sukoon
- Rizq me barkat
- Dil ko chain ata farma
Ameen π€²
Jumma Mubarak