← Back
🌍 GENERAL 3w ago
khurram_shah1's avatar
Last seen 5 days ago

Baarisehn pattharon ki paiham hain
Ab ye lagne lagaa bure hum hain

Bad dili jab se raah kaat gayi
Hauslon ke chiraagh maddham hain

1. ghostly_rain ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. yousafshah ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score

πŸ’¬ Conversation