← Back
📜 URDU GHAZAL
3w ago

Last seen 4 days ago
Be-naam sa yeh dard Thehar kyuN nahi jaataa
Jo beet geya hai woh guzar kyuN nahi jaataa
Sab kuch to hai kya dhoondti rahti hain nigaahaiN
Kya baat hai maiN waqt pe ghar kyuN nahi jaataa
Woh ek hi chehraa to nahi saare jahaaN meiN
Jo door hai woh dil se utar kyuN nahi jaata