← Back
🌍 GENERAL 1mo ago
akkiz's avatar
akkiz (10984118)
Last seen 3 days ago

Huzaifa yahn hamesha Pakistan me jumeraat ko maal aega ye bolte hai, jab m chota Hota tha Jumeraat Ka pata nai hota tha me samjhta tha Friday ki Night ko maal aega , din m q nai ata raat me q manwaty hai 🤣🤣🤣 Kai bar bol deta tha Jume ki raat ko phir aoga 🤣

Post image
1. asad ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
2. huzaifa55 ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
3. mirhamza ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score

💬 Conversation

1mo ago
akkiz (10984118)
huzaifa55: "Hahah..."
🤣
1mo ago
huzaifa55 (670341)
Hahah