← Back
🌍 GENERAL
2mo ago

Last seen 2 hours ago
Aaj kal logon ke maali halaat bohat kharab hain, kisi se yeh na poochhein ke aap ne qurbani kyun nahi li ya aap qurbani ka janwar kab le rahe hain.
Bas yeh dua karein ke Allah Pak sab ko qurbani karne ki taufeeq ata farmaye