← Back
Wrishakhanwarisha (1207206)

Hazrat Ali (R.A) ke 2 Line Aqwal ❤️

1. *_"Khamoshi aql ki zeenat hai,
Aur baat karna ilm ki."__

2. __"Apne dushman ko 1000 baar mauka do ke woh dost ban jaye,
Lekin dost ko 1 bhi mauka na do ke woh dushman ban jaye."__

3. __"Rizq taqdeer se milta hai,
Magar mehnat shart hai."__

4. __"Ghurbat mein sabr karo,
Daulat mein shukar karo."__

5. __"Jis ka koi ustad na ho,
Us ka ustad shaitan hota hai."

1. mantasha ne react kiya! +5 Score

💬 Conversation