@yousafshah
Apr 2026 · 3mo ago

Tension na lo bhai fajr doctr hai

Han fajr abi strting hai din guzrne k sath ye mazeed kharap hota jay ga

Phle zuban pe tha ab dil ma utr chuka jani

Kis k daryab ma shehriyar naam lo par jhut nahi bolna

Ab ai na dil ki bt xuban pe shehriyar

Hahahah kahan kis daryab ma shehriyar

Hahahahah shehriyar mjy q takleef mjse apki takleet nai dheki ja skti ma apk lye bt kr rha hun fajr k ap nai ao gi tu bechara kis se bt krega

Wa wa ye ishq nahi asaan bus itna smj lijye aag ka drya hai doob k jana hai shehriyar

Achaaa ghaib nai hona fajr aya kren

Wsalam

Achaaa phr nai aogi kya fajr

Yarrr wo ishq jis ma jan ka khatra na ho shehriyar ab itna b nai kr skte phr dawa kse krte ho

Esk sath bt kiya kren apka intezr krta rehta hai fajr

Hahahaha gar ka pata tu diya tha na shehriyar fajr ne

Han bilkul fajr ye waqai ma pagel ho chuka hai

Sadam bhai choro yarr har ap ghusse ma rehte ho kbi hans b liya kro

Shaer b ban gay bhai shehriyar

Sadam bhai choro larai na kro yarr

Hanzla bhai plz mat laren

smj gai na ap fajr

Ye eski adat hai fajr mjy ap keh rha lkn khud apk bina ak bat nai:krta jb ap ati mitoo ki tarah bolne lg jata hai

Fajr wo tu bus ksi bahane apko yad kr rha tha

Fajr shehriyar ka dil apk pas hai ap nai hoti tu ak bt nai krta ap ati ho tu shuru ho jata hai

Heera behna kahfa nai hona hadi ki personal baty hain eslye nai bata ska

Hahahahahha all is well all is well