@yousafshah
Apr 2026 · 3mo ago

Wsalam

Han Allah ka shukr hai
Allah se gila nai
par achi es tarah hoti k 5 k bajay 3 nikl aye 😆

Nai boht buri hai qismat

Ñai itni qismat kahan ðŸ¤ðŸ¤

Wsalam

Kuch nai ap dhek rhi thi tu bhulaya

Nayab

Wsalam lahore

Haahh chamkadr hai jo latky hain

Ohhh meena Allah sbr de apko Allah unhe jannt ul firdos ma jaga de ameen

Ma kahi nai mantasha filhal tu edr he

Ameen summa ameen mantasha

Shukriya mantasha boht boht Allah apki ami ko b achi sehat or lambi zindagi naseeb farmae ameen

Shukriya meena Allah apki ami ko b lambi zindagi naseeb farmae ameen

Han bilkul mantasha asa he hai

Alishba nai ja rha jb jaunga apko bata k jaunga

Meena wo bimar hai sakht

Nai meena ma khafa nai hota

Or boys k lye apni ami dua kregi ðŸ¤

Edr jitni b grl hain un k lye dua hai Allah apko khush rke Allah apki qismat achi kre ameen

Alishba q 🥺

Hahaha alishba karim ne kaha baki masla kal suno ga wo judge saab chala gaya

Ma sub ko dil se izat deta

Haahahh meena thanksss boht boht

Mishi