@murtajis_hussain
Jun 2026 Β· 1mo ago

Ya khud ka wasta tom log ja kr aaps may lar lo ya yha Q gandagi kr rhy

Ya idr chal kiya rha hai?

Sarphira bro bus theak hai may pehly he bail papers redy krwata aap plain ok kroπ

Meharmah ary may kehnay ka matlb ya hai k may legal Quidance day skta hun agr kisi ko chahiya to baki krna to inhon na khud he hai may ab puray pakistan to services nay day skta na sub ko ja kr.

Sarphira bro Mera kam he yhi hai pr 302 ka trial boht mehanga pary ga apkoπ

Mehrmah ary may such ma waqeel hunπ

Agr koi Harrasment ka mamlq chal rha to mujhay Batao Advocate Murtajis Hussain here.?π

Mehrmah G shi keh rhi aap ab hamary Abba ki app to nae jo bi ho ab seekna pary ga

Meharmah ejnoy to tb kraingy jb kuch smjh aayay pehly bi jb ya dd tha tb bi lakoon point bna liyay phr point system khatam kr diya ab itny sari poetry post ki thi Ab sub kuch delete ho gya hai ?

Mehmoona profile may jao etid may jao wha sa ho jayay ga

Meharmah may to to wohi keh rha log agy chalty Admin ki sui kisi na backward guma di hai shayad?

Koi bataye ga k profile name change hota k nae?

Mehrmah wo to theak hai lakin dd ko lag rha 1999 may lay kr aa gya hai koi

Mehrmah ya kasi chating hai post kr k?

Koi batay ga yha chal kiya rha?

YA MHB11 fout ho gya?

Aoa all

Chalo G Good night aysa lag rha both sary log galti sa kahee jama ho gyay hai kisi ko kich pata nae sub aaj k liya itna dimag khapana kafi hai T.c all Bye

Yar pehly waly DD may he adat ho gyi thi ya to dubara sa shuru wala ho gya hai matlka jaleebi wala .

ya to pura system he change ho gya hai idr ka?