@murtajis_hussain
Jun 2026 Β· 1mo ago

U always welcome fajarπ€π

W.salam fajar welcome

Agr admin sun to rha plzz ya pics post krny ki date kam kr do fuzool may banned hai abi bi 5 din or

Tmseel aap cheating kr k likh lain kisi sa fail na hona

New cheezay add to kr rhy pr koi faydy wali nae yha sara l9g hidden rehna pasand krty ta k un k kartoot gar walon ko na pata chaly

Chalo g Good night jb sary thak jayay to khud so jayyangy chor do jo lar rhy un k hal pa .

alishba group ma add kro mujhay nae mil rha.

Hahaha nae g yousf bro kabab may haddi nae banna mujhay apna kabab khud dundh lunga π€£

Alishbah?

Yousaf bro mehfil ka name batao

Yousaf bhai group recommend krain aap he

Yousaf bhai idr sub ko dakh rha yha dost nae jan k dushan bn jana logon na may akayla he theak hun .π

Acha yousaf khan mujhay nae pata tha hoga but may nae janta idr kisi aik ko bi nae

Yousaf bhai may to nae janta yar kisi ko may bus us din dd login kr rha tha wha likha aya dd has change to new web adress or phr idr aa gya ab idr aa kr pachta rha hun acha bala skoon may tha.

May to yha kisi ko nae janta dd may bi kam jata tha yha to wasy bi sub k name change hai baki sary aik kam kro mujhay bi koi apni party may lay lo mari koi sun to rha nae may bi kisi ki side lay k larta hun meri post bi jis na ziyada score mara may uski side sa larunga ab

Alishba aap k pass itny paisay hain such may to in sub ko choro meri post pa jappiyn do hr aik pa may apki ladai lar lunga Q k idr kisi na chup to hona nae.

Fajar and hoor insub ki baty suni hai kal sari raat bi aaj bi inhon na kisi k samny chup nae hona bus behtr hai na bat he nae kray agr inko sub shi krna hota to private may ja kr aik aik kr k difference clear krty na k yha aa kr aik dusry ki utarny lag jaty .

Tum sub logon k pass block ka option hai sub block maro aik dusry ko yar tum logon sa kasam sa yha ka mahool he kharab kr diya hai daily lar k ignore marna seekho aik dusry ko jawab dana bari bat nae hoti bardasht krna sabr krna bari bat hai lo sub k samny hath jor liya block maro ya apni apni ids do may khud krta block aik aik koπ

Ohh fajar soory idr inka pachpana dakh kr may bi ulta he sochny laga sorry and thanku tareef k liya or slay king kibid ka koi mujhay yad tha tabi bola sorry again ab aap na mujh sa nae larna π

Fajar Alhamdulillah bachan sa yhi name rkha maa bap na or hr jagy pa yhi hai insta fb hr jaga mujhay fake name sa any ki zarurat nae ir may damadam 12 saal sa chalata aya hun to may jo name hai wohi hun .

Hoor aap logon k mobile k screen may surakh ho gyay hongy itna larty huay type kr kr k suchii

Star mujhay to lagta aap din bar baith kr raat k larny k notes banati hain larny k Q k itna kisi ko larty nae dakha may na suchii

Lo g in logon ka to daily ka ho gya hai ab koi or topic nae ab in k passπ₯±

Yar koi admin ko bolo ya rules changes kry ab 7 din ka w8 kon kray ga pic post krny sa pehlay ya phr sub kuch band kr day sath din tk siruf chapir he parti abi to ..

Serish lag rhi akhir may aap ko apki he post dikhay gi kis tarha k blocklist dikh rhi apki ..idr mery followers ma siruf aik hai aap na 50 to block rkha hua