@ii____sigma____ii
Apr 2026 Β· 3mo ago

Lishyπ€

Msla yeh haii Baqi Haya Ju hain Woh na Bhai smjhna Mujhe....bs Aik hi haya Behn kfi haiπ₯Ί

Han tum kidr gaib ho mehrma ati nhi yahan ab .

Mehrmaa yeh Wela Admi h dfa kro

Umar ta baz raza wale tangaway...

Han sarphira yeh Bewakof hai Shyd

Sarphira Yahan woh nhi h issy bolo....Time waste kr rha hai yahan..

Hagha makhay prezhda rora ta che her sok ye.. wale da yaway jinkai zhwand kharabaway..

Tum umar ho Na Jasim?

Muh boli behn h yaar........

Jasim Pakhtooni?

Jasim Woh Haya meri behn H.....uske bare aesi bat na kro...

Lo krlo gal ..hr bnda hi haya ko dhond rha.....25 din main piyar double Ka choona toh nahi laga gayii...π₯Ί

Jasim piyar na Kr Bhai ...Woh Shadi Shuda H ...dulhan Bani Hoi pic bheji thi usne mujhe...dikhaon kia?

Mehrma kidr hai?

Lo ji.....Warr gaye ...Tum bhi piyar krne lag gaye toh faslo Ki Katayi kon krega bhaii....jasimπΆ

Mujhe toh usne aese num diya jese sawab ka kaam ho....mantasha..

Jasim Aapka Bhi udhaar dena h usne kia?

Mujhe Usne ye bt hide rkhne ko bola tha ..bs is liye bta diya aap log preshan na honπ

Haseena yeh aesa mt gusse s dekho na plzπ

Meana N kal msg kiya tha w.app pr Kehti M Ab nahi aya krongi....bs aap se w.app pr bat huti h kafi hai....

Chlo Koi Nai Sorry alishba

Rolando Tumhain kese pta haseena ,...bht haseen haii

Ziddi haseena Kitni ho haseen ho tum

M kab bola AlishbaπΆm toh likha