@fajar
May 2026 Β· 2mo ago

Mussa tum ne ye Bh kaha tha k damadam tum ne ura diya hai jab k tum mhb ko keh rhy k sir ap ne fajar ko powers q do hi thien itni ziyada ,maine wo SS yahan Bh send kiya tha tum ne damadam q uraya tha wese ? πππ

Mussa ,Allah apko Bh dy ,Baqi aqal ko Thora wasee kro hasad Na karo bal k dusron ki khushi main khush ho

Mussa agar apki age 27 hai phr main abhi 17 ki hun πππ

Mussa ,Isb ki ticket k Paisy Tumhn kis ne dy diye wese πππChalo theek hai a Jana Lekin aik bat k bahir se hi dekhna hai andar wala koi scene nhi koi chor smjh k Tun Na dy

Mussa tumhari tou maine 3 bar snapchat par request hi uthai khaak milon gi tum se ,tumhari tou original id tak banned kar di thi maine phr ja k mhb ko meri shikayat ki fajar ko ap ne itni powers di hui thien ππwo us ne Mjhy bhej diya tha tab tou usko sir sir kar rhy thy

Naila rahul nhi hai ,naila dmd se hai old user