@fajar
May 2026 ยท 2mo ago

Shehriyal apko kis se ishq hai ?

Yousaf ,shehriyal ishq ki Beemari boht buri hai na jeeny deti hai na marny

Jacob ye sub jhut hota ,koi future predict nhi kar skta siwaye Allah Tallah k !

Yousaf ati rahun gi Lekin time ka boht issue hai itna thaki hoti wapis a kar k bus dil krta so jaon

Jacob meri shadi ? Wo kesy

Yousaf ,actually itna time nhi milta rat ko bh bus a jati hun ,abhi Muharram ki 2 chuttiyan hain shayad rat ko ati rahun

Alishba a nhi rhy wo yahan ๐

Shehriyal ,crush tak bat theek hai agy thora mushkil

Alishba main fit tum btao aur Tumhare wo kesy hain ๐

Yousaf ab kiya kiya jaye phr iska ๐

Welcome Alishba ๐ท

Shehriyal ,g janti hun boht pehly se ye bat main ๐

Yousaf sub smjh gae pagal hai ye tou

Jacob main Bh theek ,kiya bana crush ka ? Kiya propose ?

Yousaf hahah smjh gae main sub ๐โฅ๏ธ