@fajar

5369840 points β€’ 1953 posts

May 2026 Β· 2mo ago

12 Followers
0 Following
City: Lahore
Gender: Female
Age: 22 years
Star Sign: β™Œ Leo
Points: 5369840 points
Bio: Seemab Shah
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Never talk all good ?

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob tumhari larai Bh Arshad se hui ?

1. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Alishba larai hui kyon thi ? Wajah

1. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Heera it’s okay dear β™₯️

🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob bilkul dekha hua hai ,πŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚raami hi ho

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Heera free main marwaya tha mjhy ap ne πŸ˜‚

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Alishba ,Yar flight ho aur main miss kar dun ? Mushkil hai Wesy πŸ˜‚

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob 2 pocho

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob acha so jao

1. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Alishba agar fight chal rhi hoti aur main hosh o hawas main hoti tou tumhn lagta hai k fight se chali jati main ? Wo Bh itni heavy ?πŸ˜‚

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Lishby Yar mjhy waqai smjh nhi a rhi k maine neend main on ki ya phr koi aur tha ,q k kal jis time ka ap log btaa rhy main shadeed thak k so rhi thi

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob main kal online ai thi ? Parsun ki bat kar rhy ho ya kal ki ?? Kal tou main ai hi nhi

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. yousafshah ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob Lishba ,Arshad ka parsun msg aya tha mjhy busy rhi boht reply hi nhi kar saki

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. yousafshah ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob ab Heera ko dy diya πŸ˜‚

1. nevertalk ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Mantasha ,mehrmah keh rhi apki bat nhi kar rhi ,Heera keh rhi hain ap thien ,mera dimagh sunn ho rha hai

1. pashu ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob Yar mera pta tou hai k kbhi chup k waar nhi kiya phr aisa kisi larki k sath tou bilkul nhi ,aur ye sub meri smjh se bilkul bahir hai ,Heera tou Achi hai itni aisa kar k kiya milna mjhy

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Meri tou kuch smjh main nhi a rha k chal kiya rha hai

1. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Jacob Han Yar ? Kesy ho

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Kriim ?

1. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Heera ,Yar jab maine koi bat ki nhi aur online hi nhi ai tou khud main Preshan hogae hun k apko kis ne kaha ye aur meri id se? Jab k meri id tou kisi aur k pas hai hi nhi

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Heera Yar main kbhi larkiyon ko galiyan nhi deti even 2,3 din tou main itna busy rhi hun k ai hi nhi phr ye sub meri smjh se bahir hai

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Heera Shukar hai Yar ,dar gae thi main tou boht

🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Lishby Yar main kyon hi bolon gi heera ko ? Kamal hai meri kiya dushmani us bechari se

1. lishbyyyy ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Mantasha ,Yar maine kbhi aise bat ki hai kisi larki se ? Mjhy dikhao maine kaha bola hai ye ?main hairani se hi Kahen mar na jaon

1. mantasha ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. lishbyyyy ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
🌍 GENERAL 4w ago
fajar's avatar
fajar (5369840)
Last seen 1 week ago

Lishby Yar jis din Heera ka operation tha ulta maine itny msgs kiye thy k koi zrurat ho btao ,main kbhi kisi ko aise bolti hun ? Pagal ho Kiya aisa kyon bolon gi main ? 2,3 din se tou main online hi nhi ai ,aj 3,4 bajy ai thi thori dair phr ab a rhi hun

1. jacob ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. lishbyyyy ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score