@dewanaapan.444
Apr 2026 ยท 3mo ago

Aur mussa ka koi masla nahi ab Meana KY Sath

meana ka masla kabka Hal hogaya mansha

Mansha apki kon dost ?

Mansha usny bol diya Dekho

Mussa tu inka mission nhi samjhega... Tu rest ker filhaal

Mansha log Pagal hogae hen

Saboor AP jhapi hee off kerdo ๐

Sunny ๐ Tum kon ho me janta ho buss udher jao

Nahi mussa tu top 1 per reh Teri mehnat h haqq hai Bhai tera

Mussa mujhy jhapiyan na dy ๐ ye phir mujhy Teri I'd samjhengy

Sunny ๐ na kro oye ๐

Ok mussa Jani rest kro

Insaf ka takaza ye hai k .. mussa KY apny points hen aur wo uska Malik hai jisko points de ya na dy uski merzi h ...

Ok hogaya mussa Jani ... Yar tu hee samjhdar hai

Mussa ye abhi nadan hen , new users hen na inko kia pata

Han mussa yar Tum hatao wo I'd

Mussa meny kia kaha oye ... Janu wali I'd hata

Haleema Allah pak ko bhi insaf pasand hen .. AP ghalat suggestion derahi hen

Haleema mhb11 ny cheating ki hai ab ap samjh nahi rahi

Me mhb11 nahi Jo inki ghalat baat maan loon.... Baqi top ,50 tak list aajaegi

Mussa tension na lo na insafi nhi hogi ... Inko abhi Mera pata hee nahi

Haleema mhb11 Mubarak ho apko

Kese ho sab

W/Salam all welcome

Haleema apny kaha mhb11 acha tha to usny aisa q Kiya ??