@akkiz
Apr 2026 ยท 3mo ago

Shayad do logo m Narazgi chal rahi hai per q chal rahi hai

Acha phir bhi issue aa Raha hai , ab k do browser bata Raha hun wo try karo first duckduck isy try karo chal gaya to best hai warna ek or hai Umeed hai uspy 99 percent chal jaega , dosra Jo browser hai publicly nai bata sakta yahn ki awam miss use ker legi , qk limits account ki wahn sy bypass ker or account bana lengy well aapki majbori hai , pehly duckduck use karo nai chalta to 2nd bata dunga...

Sabka pata nai me mazy me

kya hua tera wada
wo kasam, wo iraada
bhoolega dil jis din tumhe
wo din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera wada
wo kasam, wo iraada...

Tera Mera Rishta Hai Kaisa
Ek Pal Door Gawaara Nehi
Tere Liye Har Roz Hai Jeete
Tujh Ko Diya Mera Waqt Sabhi
Koi Lamha Mera Na Ho Tere Bina
Har Saans Pe Naam Tera
Kyunki Tum Hi Ho
Ab Tum Hi Ho
Zindagi Ab Tum Hi Ho
Chain Bhi, Mera Dard Bhi
Meri Aashiqui Ab Tum Hi Ho...

Hum Tere Bin Ab Reh Nehi Sakte
Tere Bina Kya Wajood Mera,
Tujhse Juda Agar Ho Jaayenge
To Khud Se Hi Ho Jaayenge Juda
Kyun k Tum Hi Ho
Ab Tum Hi Ho
Zindagi Ab Tum Hi Ho
Chain Bhi, Mera Dard Bhi,
Meri Aashiqui Ab Tum Hi Ho...

Hamna behn qasamy sy Jaan bohj k Kuch nai kiya ignore bas Kisi or ki baaton ko mind m leke beth gaya tha isi liey , per ab clear ho gaya hai me bhi yahn Sach me aap k liey hi ata hun ,

Mujhse koi galti ho gayi hai to sorry , I know past m Kuch dino sy mainy aap ko msg nai kiya na tabyat Ka pocha , Chalo Bhai ki baaton ko mind nai karty , Bhai bhi to disturb hai na aaj kall

Bata bhi Dy, Agar share Karny jaisa hai to bata dy q sad hai , tabyat to Sahi hai na aap ki