@aatankki
Apr 2026 · 3mo ago

Assalam o Alaikum

Hosh mein aa jaa
Aye bulbul e bismil

Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sharminda hoga
Dushman bhi sharminda hoga

Kashmir ke paani ki taaserein
Khul gayi zanjeerein taqdeerein

Laal laal hua laal
Jehlum

Baramulla ke shirinpur se phir
Paani mein phinkwaaya

W.salam

Zakhmi nar ko qaid kiya
Zanjeeron mein bandwaya

Churiyon se bechare nar ke
Dono pankh kataa daale

Waadi me chidka baarood
Jheel me jaal bichha daale

Khushboo e gul mein zehar bhara
Aur maada ko bijwaaye the

Bulbul ke khwabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye the

W.salam meana

Julna chaayi na

Jab barf gira karti thi
Bhar jaati thi kohsaaron mein

Ik joda tha nar maada ka

Teri kahani dohrata hun

Sun le zamana, samjata hun

Gul se mat mil

Mat mil, mat mil

Bulbul e bismil