@aatankki
Apr 2026 · 3mo ago

W.salam rohan

Yeh saraab kaafi meri pyaas mitane ko
Mujhko be daraaz ban na gar chukana tera karz

Be shanakht sangdilon ka kyun janab harj
Be shumaar zehmatein hein be shumaar marz

Hum pe jo giri toh barish khanjaron si hogayi
Jo tum pe aa giri toh dast e khatoon bangyi

Mujhpe jo aayi qayamat kanoon bangayi
Jo tum pe aayi toh woh hashr e masoom bangayi

Mainay har sifat ko apni fardiyat baksh di
Uth ke dekha to wahan pe bazm e makuul bangayi

Mujhko Rab toh na mila bas uska khauf mil gaya
Yeh aisa kya sabaq padha diya mere imaam ne

Tumhara muaina mere adal ko ikhtiyaar de
Main darta na qabr se utna jitna Ikhtitaam se

W.salam asad bhai

Main apna jism dhak raha ke gidh noch na le dil
Wahan visaal e yaar ruh ko khaye itminaan se

W.salam 2 baar khan

Yeh be maina sabr hi mera imtihaan hai
Saba aur phool khil rahay hein mere inteqaal pe

Iss qadr nashay main liptay lafz ban hi jaaye toh
Tumhare lab pe aakay bhi hum phir sambhal na paayein ge

Hum iss qadr dafan hojayenge tumhari haaye main
Ki tum jab shayri padho tab hum ubhar ke aayein ge

Tus khon dya

Masair jism beshaq pardes ich da rooh uthy ay di

Ma qatar des