@aatankki
Apr 2026 · 3mo ago

Yeli janaan ralem
Ade balem dil baemaaro

Mere shehri thande dil hain, raggon me tezi

Laga chaand se faaqa yaara tabhi toh bana aala taara

Saanp se padha paala, toh de mera hawaala

Kis qabil ka fazil

Sunehri si jaan thi jisko bhi hui shahadat hai haasil

Lehre hain laal laashein kinaare pay khooni hai sahil

Lootere ye jaan ke sutli pa aake bitha de musafir

Sehre mein chaal chalta ye kursi pa baitha hai baatil

W.salam jis jis salam dita

Mea kor, chei pat'e, paanas faanai
Kar ha bali mea yi dodh

Chaav myaeni daany posh

Mea ker, chei kith, posh daswany

Ab mauhlatein nahi mangun, mangun waqt
Ek zamana jee ke lauta ghar

Ma bh theek hun

Arsay se woh intezar main ki aayay ga
Main masroof karun taiyyar nazmein

Sehrish kesi ho

Woh kayi baar aayay kayi baar door gaye

Banay kayi maizbaan, kayi mehmaan