← Back
🌍 GENERAL 3mo ago
dewanaapan.444's avatar
Last seen 2 days ago

jo kisi nazar se ata hui, wohin roshni hai khayal me ...... wo na aa sakhy rahon muntazir, ye khalish kahan thi wisaal me ...... jisy bhool ker na bhula sakhoon, wohin shaks hai wohin zaat hai .. jo chala gaya mujhy chorker wohin aj tak mery sath hai.......nomi

1. fahadfaiq ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
2. n0mi ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
3. shizaa786 ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score

💬 Conversation