← Back
🌍 GENERAL 3mo ago
dewanaapan.444's avatar
Last seen 2 days ago

ye hai aik phool si dastan , me kisi ky dil karar tha... usy yad ho k na yad ho, meri zindagi me bhi pyar tha .....meri justajoo ko khabar nahi, na wo din rahy na wo rat hai .... jo chala gaya mujhy chorker wohin aj tak mery sath hai ....... nomi

1. fahadfaiq ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
2. shizaa786 ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
3. n0mi ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score

💬 Conversation