← Back
🌍 GENERAL 3mo ago
dewanaapan.444's avatar
Last seen 2 days ago

me kisi ka sath na de sakhaaa ,, ye khata nhi thi naseeb tha ....... yahin pyar tha usy kia khabar, wo juda bhi rehky kareeb tha.. wohin ankh hai mery rubaroo, usi hath me mera hath hai.. jo chala gaya mujhy chorker wohin aj tak mery sath hai.......nomi

1. shizaa786 ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. n0mi ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
3. fahadfaiq ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score

πŸ’¬ Conversation