Sehrish mein u ky sath hoon aik baar aiso ka muh band kerwana chahiye ya loge agly bandy ki chup ka najaiz faida uthaty hn ky ya kuch ni boly ga chup rahy ga falan falan