← Back
🌍 GENERAL 1d ago
mr__perfect's avatar
Last seen 53 minutes ago

ChaloOo SuB MiTTi DaaLOo In BaaToOon Per JaHan Aik SaTh ReHna HOo WaHan HalKi PhuLki Larai HOo JaTi BaheSs Kr K Larai Lambhi NaHee Krni Chahye BhoOLa PhiR Muskura Kr MiLna Chahye Aik Dusre kOo

πŸ’¬ Conversation