← Back
___hadi___ (1051755)

Yr shadi kia krnii yahan larayian hi nahi khtm hutii...aaj bhi aik dosta pakhtoon uski lrayi ho gayii sahi gol kiya hai usko ladko me😅😅Aate jate ungli krta rehta tha. Marne wale bhi pakhtoon hi hain😅

💬 Conversation