← Back
🌍 GENERAL
1mo ago

Last seen 17 hours ago
Asad banday ki zabaan aqal beshak achi na ho kam se kam banday ko mu se baat achi kr leni chahye. Kuch logun ki zbaaan ke sath aqal bhi gandi hoti he is liye apni okaat se ziada bol jatay hen.