β Back
π GENERAL
1mo ago

Last seen 16 minutes ago
Bus mujhe gaooon k log nai Pasand hen... Na log naaa gaoon naaa wahaan kA khula dhula mahol . Koi bhi mu utha kar. Kabhi bhi kisi k bhi Ghar chla jata he . Mehram na mehram kA wahan concept hi nai he...
Love stories bhi wahan hi zeada chlti hen