← Back
🌍 GENERAL 1mo ago
akkiz's avatar
akkiz (10984118)
Last seen 4 days ago

Ab main tujhse milne ki
aarzoo badal doonga
jazbon ko daba loonga
hasratein kuchal doonga

koi to sama hoga
zakhm dil ye sine ka
housla na chorunga
ab main apne jeene ka...

1. alishba____khan ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score

💬 Conversation