← Back
shehriyal_11 (1346944)

Junior Khair shyd sb nah 2 year locus standing practice hai .... Yar it depends . Kabhi kabhi aik bail bh aisa lag jata hai jis me aik new iphone 17 pro ajaega. Baqi monthly Kitna huta hai Khair wo depend karta hai .

💬 Conversation