← Back

Dekhen sab bat sune meri ham khaty apne ghar se hain chahy rat din yaha pare rahy apko koi tension nahi hamari life hamara phone hamara net apko koi tension nahi hamen khilany ki ya hamary expenses ko pora karne ki to please bar bar so jao farig log awara log kam k na kaj k is tarah k words bol kar hamari self-respect kharab na karen 🙄
Loading reactions…