← Back
🌍 GENERAL 2mo ago
hayaa's avatar
hayaa (40602)
Last seen 1 month ago

Naraz ho???
Nhi!Naraz wo hoty hein jinko maaan hta h koi h jo unko ma lega lekin mene apne ird gird ksi ko aisa ni paaya so mene apna bhram rkhne k liye ye lafz Naraz apni lughat s nikaal diya................

1. silent ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
2. itx_meer ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score
3. naveed ne zordaar taliyaan bajayi! 👏 +5 Score

💬 Conversation