← Back
🌍 GENERAL 2mo ago
akkiz's avatar
akkiz (10984118)
Last seen 4 days ago

Sehrish Sis Sorry us din zada hi bol diya per aap ny bhi Kuch kam nai bola aisi lines boli k gusa aa gaya well mainy Jo bola usky liey sorry baqi aap ki marzi us baat ko dil me rakh k betho ya bhol jao , Mujhse mistake hui mazrat ker Raha baqi bhale ab aap nafrat rakh k bethe Rahe ☺️

1. xcorpio ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score
2. tasbeeh ne zordaar taliyaan bajayi! πŸ‘ +5 Score

πŸ’¬ Conversation