← Back

Kuch Hum Bhi Thak Gaye Hain Usse Dhunte Howe
Kuch Zindagi K Pass Bhi Muhlat Nahi Rahi
Us Ki Ek Ek Adaa Se Chahlkne Lga Khaloss
Jab Hum Ko Aitbaar Ki Adaat Nahi Rahi

1. sunken_void ne react kiya! +5 Score

💬 Conversation