← Back

Mere Qareeb Raha Phir Bhi Mujh Ko Parh Na Saka
Mera Wajood To Mehfooz Ek Kitaab Main Tha
Khoola Jo Naama-e-Amal Hashar Main Mera
Bas Ek Juram Muhabat Mere Hisaab Main Tha

1. lil_xtylish_pagal_lil ne react kiya! +5 Score
2. sunken_void ne react kiya! +5 Score
3. ladlaa ne react kiya! +5 Score

💬 Conversation